Skip to main content

How to build a balance portfolio in hindi

Ek balance portfolio banana bohat jada jaruri ho jata hain tab jab market ki yah uathal pathal garbad larti rehati hain ,Risk ko manage karna bohat jariri ho jata hain jab market main uchal ya zukav aaata hain...tabhi jarurat aathi hai rk balance portfolio ki...but iske fayde bhi or nuksan bhi hain ...chalo janate hain kya hain balance portfolio  . Balance portfolio kya hota hain hindi  Mlain yah man ke chalunga ki aapko market ki thodi bohat samaj hain agar nahi to aap or bhi lekh padh sakate ho. Balance portfolio main main, equity,Debt,gold , silver yah aata hain. N  Ab bat karte hain kitana kisame dalana chayiye.vaise to koi fix nahi karenge aapko kitana risk lena hai or kitana kam us pe yah fix rehata hain. *Kuch idea yaha bhi 💡  Equity :-50% Se 60%, tak rakh sakate hain. Yaha aap Mf ya sidha share main hold kar sakate hain..yaha jada kamane ka moka milata hain .. Debt :- 30% se 40%  tak aap yaha allocation kar sakte hain...yaha par aap PPF,FD , gov ...

How to build a balance portfolio in hindi

Ek balance portfolio banana bohat jada jaruri ho jata hain tab jab market ki yah uathal pathal garbad larti rehati hain ,Risk ko manage karna bohat jariri ho jata hain jab market main uchal ya zukav aaata hain...tabhi jarurat aathi hai rk balance portfolio ki...but iske fayde bhi or nuksan bhi hain ...chalo janate hain kya hain balance portfolio 
.

Balance portfolio kya hota hain hindi 

Mlain yah man ke chalunga ki aapko market ki thodi bohat samaj hain agar nahi to aap or bhi lekh padh sakate ho.
Balance portfolio main main, equity,Debt,gold , silver yah aata hain.
Ab bat karte hain kitana kisame dalana chayiye.vaise to koi fix nahi karenge aapko kitana risk lena hai or kitana kam us pe yah fix rehata hain.
*Kuch idea yaha bhi 💡 
  1. Equity:-50% Se 60%, tak rakh sakate hain. Yaha aap Mf ya sidha share main hold kar sakate hain..yaha jada kamane ka moka milata hain ..
  2. Debt:- 30% se 40%  tak aap yaha allocation kar sakte hain...yaha par aap PPF,FD , gov security. ,bond main investment kar ke paise kama sakate ho..yah aapki portfolio ko stable banaye rakhane main madat karta hain.
  3. Gold ,Silver:- 5%se 10% ya 20% tak rakh sakate ho..gold ek security  ki taraha kam karta hain ..yaha bhi achhe khase return mil sakate hain ...ab dekha jaye to 2025& 2026 main gold bohat tezi badha huwa hain.
Risk apani uamar ke sath lena chayiye agar ap uamar kam hain to aap equity main kam dalana hi safe ho sakata hain
 Ab bat karte hain...umar ki shamata ki
Ex .
Agar aapki umar 30 hain to aap 75% tak equity main dal sakate hain...baki safe fund debt or gold...long main equity achha khasa paisa bana ke de sakati hain.
Jitani upar jada uatana equity kam karna hain jaise ham ek formula ki madat.se bhi samaj sakate hain .. formula 100-1
Matalab (amount -age)
.
.

Diversification

  
Equity main main bhi balance karna jaruri hai jaise stock market main koi company badhi chhodi ya medium hain to vana pe yah kam karata hain..to hota hain market value pe use large cap,mid cap,small cap kaha jata hain...
1:- lange cap
2:- mid cap
3:- small cap
Yaha pe bhi aapka risk management hota hain 
Sidhi bat...
Large cap..risk kam .. profit bhi kam ya jada ho sakata hain 
Mid cap ...large cap se thoda badha jata hain,, Large cap se profit jada ho sakata hain..
Small cap :- risk badh jata hain ,..par profits bhi jata ho sakata hain..
Vaise  koi bhi badh sakata hain 

Sector diversification 

Makret main bohat sare sector aate hain aap ,jaise FMCD ,EV , Pharma,(health),IT ese bohat se sectors hain vaha aap investment kar sakate ho..

Fundamental:- Equity main investment se pahale thoda aapni hisab se information nikal ke hi janakari lena jaruri hain ki company ki yearly statement or stock ke janakari rakhana jaruri hain tab hmm ek long terms investment kar sakate nahi to pata chale ki company loss le rahi hai 2-3 salo se or hmm investment kar rakhe hain ...hame stock pe najar rakhana jaruri hain ki konsa stock kya kar raha hain or kaise or uske future ki growth kya hain..is bare main hame janakari rakahni chayiye kyuki stock market main long term main tecnical se jada jaruri ho jata hain fandamental ..
Mera portfolio balance esa hain mera 
MF+stock
75% equity ,20%debt and, 5% Gold and Silver ETF+ MF 
...
Physical gold isme include nahi hain.
I hope aako janari se kafi help hiwi hogi....Thank u.

Comments

Popular posts from this blog

Swing treding kya hota hain

  Hello ,aaj hmm dekhane wale hain ,swing treding kya hota hai or kaise kare, Aab agar yah swing treding kya hota hain yah dhundhate huwe agar tum yaha aaye ho to matalab tumhe besic to pata hoga share market ke bare main... Stock market ya share market main swing treding kya hota hai ? Chalo janate hain swing treding hamme pata hain koi bhi stock ya share upar jata hain ya niche jata hain par hamesha share ek sidhi rekha main nahi jata vah apane kabhi upar ya kabhi niche jata rehata hain to hame yaha yahi karna hota hain , niche kharidna or upar ja kar bech dena ,,swing treding ek achha source hain jis se aap aachha capital gain kar sakate ho...  Chaliye or samajte hain, Swing treding kya hota hain? Swing treding kya hota hain, Ab ye hmm ek chart diye huwe hain yaha red mark hain vah hain low or yellow mark high  hain aab hame koi esi kuch dimak lagana hain ya techniq lagani hain ki ham yah stock pakad paaye vaha red line pe or bech de yallow pe ...ye sirf samajane ke li...

Share market kya hota hai

To aaj hmm janane  wale hain share Market kya hota hai?share market se related post aapko yaha mil jayegi ..share Market ke bare main hmm sab janate hain ...par thoda Besic si janakari bata deta hu apne akasar stock Market bhi suna hoga .aab stock market kaho ya share market dono ek hi hota hain...  Aaj ke tarik main, sab chahate hai kuch na kuch apana paisa grow ho,to share market ek vaisa hi tarika hain ,yaha hmm listed company ke share kharid sakate hai or profit leke bech bhi sakate hain. Aaj ke tarik main bohatse log stock market yani share market ke nam se darte hain ,, shares market ek juwa hain vagera vagera ....but share market ek achhi chiz hai jis se hmm paisa kama sakate hain. Ek long term wealth hmm is se bana sakate hain. Share market kya hain? Share market  ek esi jaga hai jaha pe aap kisi bhi listed company ke share kharid ya bech sakate hain... Agar kisi company ko apane business badhana hota hain to company apane share public karti hain.ese hmm public ko...