Skip to main content

How to build a balance portfolio in hindi

Ek balance portfolio banana bohat jada jaruri ho jata hain tab jab market ki yah uathal pathal garbad larti rehati hain ,Risk ko manage karna bohat jariri ho jata hain jab market main uchal ya zukav aaata hain...tabhi jarurat aathi hai rk balance portfolio ki...but iske fayde bhi or nuksan bhi hain ...chalo janate hain kya hain balance portfolio  . Balance portfolio kya hota hain hindi  Mlain yah man ke chalunga ki aapko market ki thodi bohat samaj hain agar nahi to aap or bhi lekh padh sakate ho. Balance portfolio main main, equity,Debt,gold , silver yah aata hain. N  Ab bat karte hain kitana kisame dalana chayiye.vaise to koi fix nahi karenge aapko kitana risk lena hai or kitana kam us pe yah fix rehata hain. *Kuch idea yaha bhi 💡  Equity :-50% Se 60%, tak rakh sakate hain. Yaha aap Mf ya sidha share main hold kar sakate hain..yaha jada kamane ka moka milata hain .. Debt :- 30% se 40%  tak aap yaha allocation kar sakte hain...yaha par aap PPF,FD , gov ...

Swing treding kya hota hain

 Hello ,aaj hmm dekhane wale hain ,swing treding kya hota hai or kaise kare,

Aab agar yah swing treding kya hota hain yah dhundhate huwe agar tum yaha aaye ho to matalab tumhe besic to pata hoga share market ke bare main...

Stock market ya share market main swing treding kya hota hai ?

Chalo janate hain swing treding hamme pata hain koi bhi stock ya share upar jata hain ya niche jata hain par hamesha share ek sidhi rekha main nahi jata vah apane kabhi upar ya kabhi niche jata rehata hain to hame yaha yahi karna hota hain , niche kharidna or upar ja kar bech dena ,,swing treding ek achha source hain jis se aap aachha capital gain kar sakate ho...

 Chaliye or samajte hain,

Swing treding kya hota hai
Swing treding kya hota hain?

Swing treding kya hota hain,

Ab ye hmm ek chart diye huwe hain yaha red mark hain vah hain low or yellow mark high  hain aab hame koi esi kuch dimak lagana hain ya techniq lagani hain ki ham yah stock pakad paaye vaha red line pe or bech de yallow pe ...ye sirf samajane ke liye hain hame stock alag alag taraha pakadana hain.. jaise brackout ,, yaa stock result ,, stock news.

Shyad aab aapko samaj aa gaya hoga ki stock market main swing treding kya hota hain.

Type of swing treding 

Bohat se type hain swing treding karne ke ,

Pull back Treding, Break out Treding, And Trend Following Trending in sab main hmm log swing Trending kar skate hain..

Kitana kama sakate hain?

Vaise swing treding se paise kamana etana asaan bhi nahi or jada mushkil bhi nahi hain.
Mera portfolio ki bat karta hu yaha pe ...jaise ki  ,
Last yearly return almost 76% 
Current year end hone wala bain almost:-32% 
Last year mera return achha tha kyuki Market achha khasa support kiya tha current year main global market achha tha par ye sal main MF se achha khasa earn kar chuka hu.

Baki agar bat kare normal to par math 5%or max kama sakate hain, ya 0% ya loss bhi ho skata hain agar koi global market main problem aata hain to.

Swing Treding Time Zone

Time zone ham bohat sare use kar sakate hain. Manthly time zone , weakly time zone , daily time zone , 15 min  and hourly time zone

Manthly Time zone:- swing Treding main ye hame long Trend ke bare main batata hain.

Weakly Time zone:-  swing Treding min ye hame week ya 1-2 mahine ka treding ya trend change ke bare main hame batata hain ,

Daily Time zone :- Yah swing Treding main hamm is se trade le sakate hain.

Horly time zone:- swing treding  main ,Yah hame Same day main entry kab leni hai yah batata hain.

Swing Treding Plan

Swing Treding main Ek Stategy Hona bohat jada Jaruri hain us se hmm tread le sakate hain..bohat si stategy hain agar aap YouTube pe jao to aapko bohat si stategy mil jayega ya Google pe aapko ye mil jayegi..Par bat samajana bohat jaruri hain ..koi bhi ek stategy pe kayam rehana jarur hain agar tabhi aap ek successfully swing treders ban jaoge Par price Action sikhana jaruri hain ..Bina sikhe stock market main sirf losss milata hain main sidhe bata deta hu aagar aap bina sikhe ya bina stategy se yaha pe kam karoge to kanagal ho jaoge isliye jaruri hain pahle sab sikho.

Stop loss
Stop loss bhi bohat jaruri hain nahi to 10 Trade se kamaya profit  bhi ek trade main chala jata hain isliye stop loss jaruri hain....
Baki tum khud dekho tumhe kamana hain ya gavana ....sikho or aage badho bina padhe likhe kiya to bhagwan hi malik hain yah yad rakhana........

Comments

Popular posts from this blog

Share market kya hota hai

To aaj hmm janane  wale hain share Market kya hota hai?share market se related post aapko yaha mil jayegi ..share Market ke bare main hmm sab janate hain ...par thoda Besic si janakari bata deta hu apne akasar stock Market bhi suna hoga .aab stock market kaho ya share market dono ek hi hota hain...  Aaj ke tarik main, sab chahate hai kuch na kuch apana paisa grow ho,to share market ek vaisa hi tarika hain ,yaha hmm listed company ke share kharid sakate hai or profit leke bech bhi sakate hain. Aaj ke tarik main bohatse log stock market yani share market ke nam se darte hain ,, shares market ek juwa hain vagera vagera ....but share market ek achhi chiz hai jis se hmm paisa kama sakate hain. Ek long term wealth hmm is se bana sakate hain. Share market kya hain? Share market  ek esi jaga hai jaha pe aap kisi bhi listed company ke share kharid ya bech sakate hain... Agar kisi company ko apane business badhana hota hain to company apane share public karti hain.ese hmm public ko...