Skip to main content

How to build a balance portfolio in hindi

Ek balance portfolio banana bohat jada jaruri ho jata hain tab jab market ki yah uathal pathal garbad larti rehati hain ,Risk ko manage karna bohat jariri ho jata hain jab market main uchal ya zukav aaata hain...tabhi jarurat aathi hai rk balance portfolio ki...but iske fayde bhi or nuksan bhi hain ...chalo janate hain kya hain balance portfolio  . Balance portfolio kya hota hain hindi  Mlain yah man ke chalunga ki aapko market ki thodi bohat samaj hain agar nahi to aap or bhi lekh padh sakate ho. Balance portfolio main main, equity,Debt,gold , silver yah aata hain. N  Ab bat karte hain kitana kisame dalana chayiye.vaise to koi fix nahi karenge aapko kitana risk lena hai or kitana kam us pe yah fix rehata hain. *Kuch idea yaha bhi 💡  Equity :-50% Se 60%, tak rakh sakate hain. Yaha aap Mf ya sidha share main hold kar sakate hain..yaha jada kamane ka moka milata hain .. Debt :- 30% se 40%  tak aap yaha allocation kar sakte hain...yaha par aap PPF,FD , gov ...

Share market kya hota hai

To aaj hmm janane  wale hain share Market kya hota hai?share market se related post aapko yaha mil jayegi ..share Market ke bare main hmm sab janate hain ...par thoda Besic si janakari bata deta hu apne akasar stock Market bhi suna hoga .aab stock market kaho ya share market dono ek hi hota hain...

 Aaj ke tarik main, sab chahate hai kuch na kuch apana paisa grow ho,to share market ek vaisa hi tarika hain ,yaha hmm listed company ke share kharid sakate hai or profit leke bech bhi sakate hain. Aaj ke tarik main bohatse log stock market yani share market ke nam se darte hain ,, shares market ek juwa hain vagera vagera ....but share market ek achhi chiz hai jis se hmm paisa kama sakate hain. Ek long term wealth hmm is se bana sakate hain.

Share market kya hain?

Share market  ek esi jaga hai jaha pe aap kisi bhi listed company ke share kharid ya bech sakate hain... Agar kisi company ko apane business badhana hota hain to company apane share public karti hain.ese hmm public ko bechti hain esa bhi keh sakate hain.

Share kharida matalab kya?

Man lo koi bhi share hai xyz company ke 100% share listed hain.

100% main se agar aap 20% share kharid lete ho,To aap us company ke 20% ke malik  ban gaye ho.

Ex ,

xyz company =100%,(1000 share )

Sell company=20%. ,(200 share )

You Buy.         =15%  ,(150) share ) 

Final,

1st owner is 80% of share (800 share)

2 nd owner is 5% of share (50 share)

And 

3rd owner  matalb aap ho gaye 15% ( 150 share ) ke malik

Yahi sab share market  main chalata hain.

Ummid hain aap is se ye sab samaj jaoge.

Ye to hmmne dekh liya ki share market  main akhir chalata kya hain. Aab jaruri bat paisa kaise kamaye .

, share market se paisa kaise kamate hain?

Share ki price upar niche hoti rehati hai ,, asan hain , share low main kharidna hain or upar jane ke nad bechana hain.chalo ye bhi ek example se samajte hain.
Man lo ₹100 mai koi share khareeda or use ₹110 main bech diya 
To yaha profit huwa ₹10  ka ,
Matab 10% kama liye ho.
.
Negetive point ,
Man lo ₹100 mai khareeda or ₹90 mai bech diya, To yaha hame 10% loss huwa hai.

.
Aab dekho thoda risk to hai par kya risk liye bina koi chiz possible hai?

Share market mai se paise kamane ke bohat sare tarike hain
Jaise , investment, or treding 

Investment:- jo hmm long terms ke liye karte hai, bohat jada samay ke liye ,1 sal se upar
Treding :- Jo ki hmm log short tearm ya 1 - 12 mahine ya fir 1 day ke liye ki jati hai 

Comments

Popular posts from this blog

Swing treding kya hota hain

  Hello ,aaj hmm dekhane wale hain ,swing treding kya hota hai or kaise kare, Aab agar yah swing treding kya hota hain yah dhundhate huwe agar tum yaha aaye ho to matalab tumhe besic to pata hoga share market ke bare main... Stock market ya share market main swing treding kya hota hai ? Chalo janate hain swing treding hamme pata hain koi bhi stock ya share upar jata hain ya niche jata hain par hamesha share ek sidhi rekha main nahi jata vah apane kabhi upar ya kabhi niche jata rehata hain to hame yaha yahi karna hota hain , niche kharidna or upar ja kar bech dena ,,swing treding ek achha source hain jis se aap aachha capital gain kar sakate ho...  Chaliye or samajte hain, Swing treding kya hota hain? Swing treding kya hota hain, Ab ye hmm ek chart diye huwe hain yaha red mark hain vah hain low or yellow mark high  hain aab hame koi esi kuch dimak lagana hain ya techniq lagani hain ki ham yah stock pakad paaye vaha red line pe or bech de yallow pe ...ye sirf samajane ke li...