Skip to main content

Posts

Showing posts from March, 2026

How to build a balance portfolio in hindi

Ek balance portfolio banana bohat jada jaruri ho jata hain tab jab market ki yah uathal pathal garbad larti rehati hain ,Risk ko manage karna bohat jariri ho jata hain jab market main uchal ya zukav aaata hain...tabhi jarurat aathi hai rk balance portfolio ki...but iske fayde bhi or nuksan bhi hain ...chalo janate hain kya hain balance portfolio  . Balance portfolio kya hota hain hindi  Mlain yah man ke chalunga ki aapko market ki thodi bohat samaj hain agar nahi to aap or bhi lekh padh sakate ho. Balance portfolio main main, equity,Debt,gold , silver yah aata hain. N  Ab bat karte hain kitana kisame dalana chayiye.vaise to koi fix nahi karenge aapko kitana risk lena hai or kitana kam us pe yah fix rehata hain. *Kuch idea yaha bhi 💡  Equity :-50% Se 60%, tak rakh sakate hain. Yaha aap Mf ya sidha share main hold kar sakate hain..yaha jada kamane ka moka milata hain .. Debt :- 30% se 40%  tak aap yaha allocation kar sakte hain...yaha par aap PPF,FD , gov ...

Share market kya hota hai

To aaj hmm janane  wale hain share Market kya hota hai?share market se related post aapko yaha mil jayegi ..share Market ke bare main hmm sab janate hain ...par thoda Besic si janakari bata deta hu apne akasar stock Market bhi suna hoga .aab stock market kaho ya share market dono ek hi hota hain...  Aaj ke tarik main, sab chahate hai kuch na kuch apana paisa grow ho,to share market ek vaisa hi tarika hain ,yaha hmm listed company ke share kharid sakate hai or profit leke bech bhi sakate hain. Aaj ke tarik main bohatse log stock market yani share market ke nam se darte hain ,, shares market ek juwa hain vagera vagera ....but share market ek achhi chiz hai jis se hmm paisa kama sakate hain. Ek long term wealth hmm is se bana sakate hain. Share market kya hain? Share market  ek esi jaga hai jaha pe aap kisi bhi listed company ke share kharid ya bech sakate hain... Agar kisi company ko apane business badhana hota hain to company apane share public karti hain.ese hmm public ko...