Ek balance portfolio banana bohat jada jaruri ho jata hain tab jab market ki yah uathal pathal garbad larti rehati hain ,Risk ko manage karna bohat jariri ho jata hain jab market main uchal ya zukav aaata hain...tabhi jarurat aathi hai rk balance portfolio ki...but iske fayde bhi or nuksan bhi hain ...chalo janate hain kya hain balance portfolio . Balance portfolio kya hota hain hindi Mlain yah man ke chalunga ki aapko market ki thodi bohat samaj hain agar nahi to aap or bhi lekh padh sakate ho. Balance portfolio main main, equity,Debt,gold , silver yah aata hain. N Ab bat karte hain kitana kisame dalana chayiye.vaise to koi fix nahi karenge aapko kitana risk lena hai or kitana kam us pe yah fix rehata hain. *Kuch idea yaha bhi 💡 Equity :-50% Se 60%, tak rakh sakate hain. Yaha aap Mf ya sidha share main hold kar sakate hain..yaha jada kamane ka moka milata hain .. Debt :- 30% se 40% tak aap yaha allocation kar sakte hain...yaha par aap PPF,FD , gov ...
Hello ,aaj hmm dekhane wale hain ,swing treding kya hota hai or kaise kare, Aab agar yah swing treding kya hota hain yah dhundhate huwe agar tum yaha aaye ho to matalab tumhe besic to pata hoga share market ke bare main... Stock market ya share market main swing treding kya hota hai ? Chalo janate hain swing treding hamme pata hain koi bhi stock ya share upar jata hain ya niche jata hain par hamesha share ek sidhi rekha main nahi jata vah apane kabhi upar ya kabhi niche jata rehata hain to hame yaha yahi karna hota hain , niche kharidna or upar ja kar bech dena ,,swing treding ek achha source hain jis se aap aachha capital gain kar sakate ho... Chaliye or samajte hain, Swing treding kya hota hain? Swing treding kya hota hain, Ab ye hmm ek chart diye huwe hain yaha red mark hain vah hain low or yellow mark high hain aab hame koi esi kuch dimak lagana hain ya techniq lagani hain ki ham yah stock pakad paaye vaha red line pe or bech de yallow pe ...ye sirf samajane ke li...